Ghar Se Nikalte Hi: Armaan Malik | Amaal Mallik | Angel|Kunaal Vermaa|Lyrics|Latest Hindi Songs 2018



Ghar Se Nikalte Hi Armaan Malik – Amaal Mallik – Kunaal Vermaa – Angel – New Hindi Song – Lyrics – Latest Hindi Songs 2018
************************************
I do not own anything. All credits go to the right owners.
No copyright infringements intended.
************************************
If you want the video removed
please contact us we’ll be happy to do so.
Please contact: aksmusic4@gmail.com
*************************************
Ghar Se Nikalte Hi Song sung by Armaan Malik: A beautiful recreation of Udit Narayan’s “Ghar Se Nikalte Hi” by Amaal Mallik and Armaan Malik. The song has new lyrics written by Kunaal Vermaa. It has an equally beautiful music video directed by Charit Desai which features Angel in the female lead.

Ghar Se Nikalte Hi Song | Amaal Mallik Feat. Armaan Malik | Bhushan Kumar | Angel: https://youtu.be/f1qz8vn3XbY

Song Credits:
Song – Ghar Se Nikalte Hi
Singer – Armaan Malik
Music Composed & Reprised By – Amaal Mallik
Lyrics – Kunaal Vermaa
Music Label: T-Series

*Song Adapted From The Original Song Ghar Se Nikalte Hi
Composed By Rajesh Roshan,
Sung By Udit Narayan & Penned By Javed Akhtar.
******************************************************
Enjoy & stay connected with T-Series!

► Subscribe to T-Series: http://bit.ly/TSeriesYouTube
► Like us on Facebook: https://ift.tt/2csI2TM
► Follow us on Twitter: https://twitter.com/tseries
► Follow us on Instagram: http://bit.ly/InstagramTseries
******************************************************
Ghar Se Nikalte Hi Armaan Malik Lyrics:

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Pehli dafaa maine
Jab usko dekha to
Saansein gayi yeh thehar

Rehti hai dil mein mere
Kaise bataaun usey
Main toh nahi keh sakaa
Koi bataa de usey

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Uski gali mein hai dhali
Kitni hi shaamein meri
Dekhe kabhi woh jo mujhe
Khush hoon main itne mein hi

Maine tareeke sau aazmaaye
Jaake usey na kuch bol paye
Baithe rahe hum raat bhar

Jo paas jaata hoon
Sab bhool jaata hoon
Milti hai jab yeh nazar

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

Kal jo miley woh raahon mein
Toh main usey rok loon
Uske dil mein kya hai chhipa
Ik baar main poochh loon

Par ab wahaan woh rehti nahi hai
Maine suna hai woh jaa chuki hai
Khaali pada hai yeh shehar…

Main phir bhi jaata hoon
Sab dohraata hoon
Shayad miley kuch khabar

Ghar se nikalte hi
Kuch door chalte hi
Raste mein hai uska ghar

source